HomeLove PoetryTop Success Motivational Shayari To Read | Piyaari Shayari

Top Success Motivational Shayari To Read | Piyaari Shayari

Success is a journey not just a goal. Success motivational shayari helps keep you motivated even during tough times. This keeps the meaning intact while sounding more polished and professional. With each verse it inspires confidence and strength pushing you to overcome challenges. Motivational shayari brings positivity into your life helping you stay motivated and move forward. These inspirational words will remind you whether your goal is personal growth or future career success.

Success Motivational Shayari In English

success-motivational-shayari
Success Motivational Shayari

Har cheez mein apna best try karo kya pata,

Konsi cheez apko kamiyabi dila de.

Acha waqt tab aye ga jab aap sochna

band kar ke kuch karna start karo gay.

success-motivational-shayari

Agar hathon mein hunar aur man mein hoslah hai,

To kamiyabi kisi daulat ki mohtaj nahi hoti.

Khud ko itna kamiyab to zaroor banayein gay keh,

Chod kar jane wale humari kamiyabi dekh kar pachtayen gay.

Motivational Shayari For Success

success-motivational-shayari
Success Motivational Shayari

Logon ko block nahi ignore karna sekho kiyun keh kal jab tum,

Kamiyab ho jao gay to wo tumhari kamiyabi kaise dekhein gay.

Dard apko sekhane aata hai,

Jab aap sekh jate hain tab apko chod deta hai.

success-motivational-shayari

Agar sakht mehnat karne se koi ameer banta,

To ak mazdoor Arab pati hota.

Aap apni zindagi badalna chahte hain,

Toh apne sochne ka andaz badal de.

Motivational Shayari In English On Success

success-motivational-shayari

Woh log jo nakami se bhagte hain,

Kamiyabi bhi un se door bhagti hai.

Jo log apni soch nahi badal sakte wo,

Zindagi mein kuch bhi nahi badal sakte.

success-motivational-shayari

Tumhein wahi karna chahiye,

Jo tumhare liye behtar hai na ke logon ke liye.

success-motivational-shayari
Success Motivational Shayari

Jo mehnat tum aaj karte ho,

Woh kal tumhare kaam aye gi.

Must Read