HomeUrdu poetryTop 30+ Dr Allama Iqbal Shayari in Urdu and English

Top 30+ Dr Allama Iqbal Shayari in Urdu and English

Allama Iqbal shayari in urdu is a timeless treasure that motivates new generations. His words carry deep wisdom making every line a masterpiece. Whether it’s love for the nation or the beauty of dreams his poetry touches every heart. Many people know Dr Allama Iqbal shayari for her powerful messages and ideas. Those who seek inspiration in love also find it in Dr Allama Iqbal love shayari. Because their words express emotions with depth and clarity. His poetry is not about words it’s a journey of awakening and motivation. If you love poetry that ignites passion and wisdom then exploring his verses is a must.

Allama Iqbal Shayari in Urdu

allama-iqbal-shayari-in-urdu
Allama Iqbal shayari in Urdu

بکھری امت کو ملا دیا تو نے کیسے

تیرے احسان مسلماں کو میں کیسے بتاؤں

تیرے اشعار میں نوجواں کیلئے نصیحت ہے چھپی

کاش اس قوم کو ان باتوں پر چلتا ہوا پاؤں۔

Bikhari umat ko mila diya tu ne kaise,

Tere ehsan musalman ko main kaise bataon,

Tere ashhar mein nojawan ke liye nasihat hai chupi,

Kash iss qaum ko in baaton par chalta hua paon.

allama-iqbal-shayari-in-urdu

گرتے ہیں سجدوں میں ہم اپنی حسرتوں کی خاطر اقبالؔ

اگر گرتے صرف عشق خدا میں تو کوئی حسرت ادھوری نہ رہتی۔

Girte hain sajdun mein hum, Apni hasratun ki khatir Iqbal,

Agar girte sirf ishq-e-khuda mein, Toh koi hasrat adhuri na rehti.

ہر شخص جل رہا ہے حسد کی آگ میں

اس آگ کو بجھا دے وہ پانی تلاش کر۔

Har shaks jo jal raha hai Hasad ki aag mein,

Iss aag ko bujha de woh pani talash ker.

میرے اقبالؔ میں شرمندہ ہوں تیری روح سے

تیرے خوابوں کی جو تعبیر تھی خواب کیا۔

Mere Iqbal main sharmindah hoon teri roh se,

Tere khuwabun ki jo tabeer thi khuwab kya.

ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں

ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں۔

Sitarun se agay jahan aur bhi hain,

Abhi ishq ke imtihan aur bhi hain.

allama-iqbal-shayari-in-urdu

غلامی میں نہ کام آتی ہیں شمشیریں نہ تدبیریں

جو ہو ذوق یقیں پیدا تو کٹ جاتی ہیں زنجیریں۔

Ghulami mein na kaam aati hain shamsherein na tadbeerein.

Jo ho zauq yaqeen paida toh kat jati hain zanjeerein.

Allama Iqbal Ki Shayari in Urdu

Allama Iqbal Shayari in Urdu

عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی

یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے۔

Amal se zindagi banti hai jannat bhi jhanam bhi,

Yeh khaki apni fitrat mein na noori hai na naari.

allama-iqbal-shayari-in-urdu

مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں

تو میرا شوق دیکھ مرا انتظار دیکھ۔

Mana keh teri deed ke qabil nahi hoon main,

Tu mera shauq dekh mera intizar dekh.

خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے

خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے۔

Khudi ko ker buland itna keh har taqdeer se pehle,

Khuda bande se khud poche bata teri raza kya hai.

ترے عشق کی انتہا چاہتا ہوں

مری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں۔

Tere ishq ki inteha chahta hoon,

Meri saadgi dekh kya chahta hoon.

allama-iqbal-shayari-in-urdu

تو شاہین ہے پرواز ہے کام تیرا

ترے سامنے آسماں اور بھی ہیں۔

Tu shaheen hai parwaz hai kaam tera,

Tere samne asmaan aur bhi hain.

Allama Iqbal Ki Shayari

افراد کے ہاتھوں میں ہے اقوام کی تقدیر

ہر فرد ہے ملت کے مقدر کا ستارہ۔

Afrad ke hathon mein hai aqwam ki taqdeer,

Har fard hai millat ke muqadar ka sitara.

میں انتہائے عشق ہوں، تو انتہائے حسن

دیکھے مجھے کہ تجھ کو تماشا کر کوئی۔

Main intehaye ishq hoon, Tu intehaye husan,

Dekhe mujhe keh tujh ko tamasha ker koi.

سورج نے دیا اپنی شعاعوں کو یہ پیغام

دنیا ہے عجب چیز، کبھی صبح کبھی شام۔

Suraj ne diya apni shuaon ko yeh paigham,

Duniya hai ajab cheez, Kabhi subah kabhi shaam.

allama-iqbal-shayari-in-urdu

مسلماں کو مسلماں کر دیا طوفانِ مغرب نے

تلاطم ہائے دریا ہی سے ہے گوہر کی سیرابی۔

Musalman ko musalman ker diya toofan e maghrib ne,

Talatum haye dariya hi se hai gohar ki seerabi.

allama-iqbal-shayari-in-urdu
Allama Iqbal Shayari in Urdu

ہو دید کا جو شوق تو آنکھوں کو بند کر

ہے دیکھنا یہی کہ نہ دیکھا کرے کوئی۔

Ho deed ka jo shauq toh aankhon ko band ker,

Hai dekhna yehi keh na dekha kare koi.

Allama Iqbal Best Shayari

ترے علم و محبت کی نہیں ہے انتہا کوئی

نہیں ہے تجھ سے بڑھ کر سازِ فطرت میں نوا کوئی۔

Tere ilam-o-mohabbat ki nahi hai inteha koi,

Nahi hai tujh se badh kar saaz-e-fitrat mein nawa koi.

allama-iqbal-shayari-in-urdu

کوئی اندازہ کرسکتا ہے اس کے زور بازو کا

نگاہِ مردِ مومن سے بدل جاتی ہیں تقدیریں۔

Koi andaza kar sakta hai uske zor-e-bazo ka,

Nigah-e-mard momin se badal jati hain taqdeerain.

Allama Iqbal Shayari in Urdu

خداوندا یہ تیرے سادہ دل بندے کدھر جائیں

کہ درویشی بھی عیاری ہے سلطانی بھی عیاری۔

Khudawanda yeh tere sadah dil bande kidhar jayein,

Keh darweishi bhi eyari hai sultani bhi eyari.

اقبالؔ! یہاں نام نہ لے علم خودی کا

موزوں نہیں مکتب کے لیے ایسے مقالات۔

Iqbal yahan naam na lay ilam khudi ka,

Mozoun nahi muktab ke liye aise maqalat.

allama-iqbal-shayari-in-urdu

دل سے جو بات نکلتی ہے اثر رکھتی ہے

پر نہیں طاقت پرواز مگر رکھتی ہے۔

Dil se jo baat nikalti hai asar rakhti hai,

Per nahi taqat parwaz magar rakhti hai.

Allama Iqbal Ki Shayari Urdu Mein

اپنے بھی خفا مجھ سے ہیں بیگانے بھی نا خوش

میں زہر ہلاہل کو کبھی کہہ نہ سکا قند۔

Apne bhi khafa mujh se hain baigane bhi na khush,

Main zahar hilahal ko kabhi keh na saka qand.

بتوں سے تجھ کو امیدیں، خدا سے نومیدی

مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے۔

Booto se tujh ko umeedein, Khuda se no umeedi,

Mujhe bata toh sahi aur kafri kya hai.

تیرے آزاد بندوں کی نہ یہ دنیا نہ وہ دنیا

یہاں مرنے کی پابندی وہاں جینے کی پابندی۔

Tere azad bando ki na yeh duniya na woh duniya,

Yahan marne ki pahbandi wahan jeene ki pahbandi.

allama-iqbal-shayari-in-urdu

بستر سے اٹھ کر مسجد تک جا نہ سکے اقبالؔ

خواہش رکھتے ہیں قبر سے اٹھ کر جنت میں جانے کی۔

Bistar se uth kar masjid tak ja na sake Iqbal,

Khuwahish rakhte hain qabar se uth kar jannat mein jane ki.

Allama Iqbal Shayari in Urdu

آج اپنی ذلت کا سبب یہی ہے شاید

سب کچھ ہے یاد مگر خدا یاد نہیں۔

Aaj apni zilat ka sabab yehi hai shayad,

Sab kuch hai yaad magar khuda yaad nahi.

Allama Iqbal in Urdu Shayari

تمنا درد دل کی ہو تو کر خدمت فقیروں کی

نہیں ملتا یہ گوہر بادشاہوں کے خزینوں میں۔

Tamana dard dil ki ho toh kar khidmat faqeeron ki,

Nahi milta yeh gohar badshahun ke khazeeno mein.

allama-iqbal-shayari-in-urdu

ڈھونڈتا پھرتا ہوں میں اقبالؔ اپنے آپ کو

آپ ہی گویا مسافر آپ ہی منزل ہوں میں۔

Dhoondhta phirta hoon main Iqbal apne aapko,

Aap hi goya musafir aap hi manzil hoon main.

حیا نہیں ہے زمانے کی آنکھ میں باقی

خدا کر کہ جوانی تری رہے بے داغ۔

Haya nahi hai zamane ki aankh mein baqi,

Khuda kar keh jawani teri rahe be dagh.

allama-iqbal-shayari-in-urdu
Allama Iqbal Shayari in Urdu

آغوش جوانی میں ہم لاکھوں گناہ کر بیٹھے ہمیں معلوم

نہ تھا کہ اللہ تعالیٰ کو منانے کی اصل عمر ہی جوانی ہے۔

Aagosh jawani mein hum lakhon gunnah kar baithe humein maloom,

Na tha keh Allah Tala ko manane ki asal omar hi jawani hai.

Also Read: Life Quotes In Urdu Easy And Inspiring For Everyone

Must Read